Welcome To Aaryan Super Knowledge
Question and Answer session with Aaryan Sekh......Part-8
Q19. Aaryan Sir, Aj tak ka sab se hard question kon sa hai ?
Ans:- Ye sawal mujhse kiya hai Anand Raj King ne.
Meri life ka sabse hard question 5 rahe hain......
1. Ek Psycho-killer ka pata lagaane ki paheli, jisko maine 2015 mein 3 mahine ke lagaatar koshish kar ke suljhaaya.....ye qustion mujhe diya gaya tha Scottland ke D.Sc ke proffessor ne.
2. dusra question meri life ka Streiochemistry se tha jisme mujhe sabse hard question ek aise molecule ka pata lagane ko mila jiska shape Toilet seat aur Bread ke sandwitch ki tarah hota hai...ye sawal mujhse kiya gaya tha McGill ke taraf se jo MIT ke Facuilty hain.
3. Ye sawal bhi bahutt hi ajeeb tha mujhe 10 compund khojne ko mile the jo sirf smell se pata karne the......jaise ki main aapko example bataata hu...
(a) Ek aisa compound jiska smell Earth ki tarah ho.
(b) Ek aisa compond jiska smell porty yaani stool/facial ki tarah ho.
(b) Ek aisa compond jiska smell porty yaani stool/facial ki tarah ho.
(c) Ek aisa molecule jiska smell Housefly Sex Attractant ki tarah kaam mein laaya jata ho.
aise hi mujhe 10 sawal ka challenge mila tha..........jiske dhundhne mein mere paseene chhut gaye the.
4. Fibonacci Rabbit series puzzel jise khojne mein mujhe 5 month lag gaye.
5. ab tak ka sabe hard sawal jo main khoj hi nahi paaya hu aur na kabhi khoj paaunga..............
Ye sawal hai Quran ke aise lafz ka meaning pata karna yaani code ko decode karna jo mere aukaat ke bahar hai....
jaise Aleef-laam-meem ka kya matlab hai................hum sabhi jaante hain ki Quraan Shabe kadar ke waqt 7th aashmaan se 1st aashman mein farishto ke fauj ke sath salaamati se utaara gaya...........
Fir farishta jarurat padne par Quran ke kuchh aayat yaani Sentence Paigamber ko Pehle Aashman se pahunchaaya gaya.................
Ye jo Qura hai wo hu-ba-hu copy hai jo pehle aashman mein Quran hai.......
aur Quran ke kuchh alfaaz aise hain jo Allah ke siwa koi aur nahi jaanta.....
Main aap sabhi ko wo sare alfaz image mein de raha hu.
Mujhe challenge mila tha ish code ko decode karne ka.............................magar meri aukaat nahi hai.......
aur abhi ke waqt 19 Association ishi ka pata lagaane mein study kar rahi hai....chupke chupke......mujhe ye baat pata hi nahi chalta jab main Deep Web mein ander jaa kar pata na lagaata.
aur abhi ke waqt 19 Association ishi ka pata lagaane mein study kar rahi hai....chupke chupke......mujhe ye baat pata hi nahi chalta jab main Deep Web mein ander jaa kar pata na lagaata.
Afsosh hai ki humare Muslim bhai peechhe hain apne Kitaab se.
To be continue.....................
Posted by:- Aaryan Sekh
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें